Duaa
Arijit Singh
GENRE Kise poochun hai aisa kyun
Bezuban sa yeh jahan hai
Khushi ke pal kahan dhoondun
Benishan sa waqt bhi yahan hai
Jaane kitne labon pe gile hai
Zindagi se kai faasle hain
Base jitte hain sapne kyun aankhon mein
Lakeerein jab chhoote in haathon se yun bewajah
Jo bheji thiDuaa
Woh jaake aasman se yun takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasman se yun takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Saanson ne kahan rukh mod liya
Koi raah nazar mein na aaye
Dhadkan ne kahan dil chhod diya
Kahan chhode in jismon mein saaye
Yehi baar baar main sochta hoon tanha main yahan
Mere sath sath chal raha hai yaadon ka dhuan
Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasman se yun takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasman se yun takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasman
Jo bheji thi duaa
Bheji thi duaa x 4
Bezuban sa yeh jahan hai
Khushi ke pal kahan dhoondun
Benishan sa waqt bhi yahan hai
Jaane kitne labon pe gile hai
Zindagi se kai faasle hain
Base jitte hain sapne kyun aankhon mein
Lakeerein jab chhoote in haathon se yun bewajah
Jo bheji thiDuaa
Woh jaake aasman se yun takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasman se yun takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Saanson ne kahan rukh mod liya
Koi raah nazar mein na aaye
Dhadkan ne kahan dil chhod diya
Kahan chhode in jismon mein saaye
Yehi baar baar main sochta hoon tanha main yahan
Mere sath sath chal raha hai yaadon ka dhuan
Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasman se yun takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasman se yun takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasman
Jo bheji thi duaa
Bheji thi duaa x 4
No comments:
Post a Comment