K N I G H T
Knight Mayor
GENRE Khud se karke fight hi to bana hu mai knight
Skip karke sleep hi to chadha hu mai height
Sach mere dil mein, sach hi mai likhta
Jab pata chala mujhe ki ye kaise karte lie
Kal tak thaa sab jinka aaj naam nai
Dua mere apnon ki aur kuch bhai
Bharosa shuriken, katana the yaar
Mudke chubhe wo tab kata mera haath
Bahaa ye lahu, tab ehsaas hui bhool
Sage bache nai, ye dhoond rahe khoon
Din thaa wo, jab kalam aaya haath
Raat wo hai yaad, jab bhoola mai sukoon
Bana tab mai knight, ab ladne ko taiyyar
Rakkha pehla kadam, chakha haar ka fir swaad
“Lad ek dafa aur, kyu tu haar maane yun hi?!”
Inn galtiyon se seekha, ye banin meri Shujin
Teer ye siyaahi aur kalam hai kamaan
Roz bharu kaagaz, panne mera gumaan
Waqth ye kal sakth thaa ab mera imaan
Chaukna mat tum agar kal likhdu kitaab
(Khud se karke fight hi to bana hu mai knight
Skip karke sleep hi to chadha hu mai height
Sach merе dil mein, sach hi mai likhta
Jab pata chala mujhe ki ye kaisе karte lie) x2
Keemat mere khoon ki, paseenein bahe track pe
Roz kiya hustle, thonke keelein khudke paer pe
Angaaron pe bhi chala, nab se tode maine baadal
Lada apne kal se, deti beatein ab ye bandage
Tabbhi haara main, laga mera ni koi kal
Toota lagbhag jad se, naa mehnat ka koi fal
Kalam bhi naa saath de, ab khoya maine sab
Gira itini zor, laga dharti gayi nigal
Kisi tarah utha, jeevit kiye ye jazbaat
Ummeed mere andar jisne diya ab saath
Kamre ke ek kone mein se aati mujhe vibe
Saath laaye kaagaz maine, bana tab ye Knight
Fullstop daala nhi, it’s just an interlude
Aage ki kahaaniyaan bataane baanki hain
Kal padhu kitaab tab likhu mai kathaa
Bachi abbhi jaan, itne se nhi kaafi hain
Khud se karke fight hi to bana hu mai knight

No comments:
Post a Comment